SONG: Bhagwan Na Mangu Main Tera Jahan - भगवान ना मांगू मैं तेरा जहाँ

Bhagwan Na Mangu Main Tera Jahan - भगवान ना मांगू मैं तेरा जहाँ

LYRICS:
bhagwan bhagwan bhagwan na mangu mai tera jahan parbhu na mangu swarg ka dan mujhe dena yahi wardan ke jisne mera kiya hai bura tu uska karde bhala bhagwan tu uska karde bhala bhagwan bhed bhaw ka khel racha kar hum bante hai andhe kon dost hai kon dusman sabhi hai tere bande tu hai sabka pita balwan teri jo nirbal hai santan tu unka karde bhala bhagwan tu unka karde bhala bhagwan sabhi tumhari leela hai parbhu kya raja kya rank ho koyal mithe geet sunaye koyal mithe geet sunaye saap marta dank ye sab hai tera farman inhe apne ki nahi pahchan tu inka karde bhala bhagwan tu inka karde bhala bhagwan mujh par jinhone pathar giraye mujh par jinhone pathar giraye unko de phulo ki mala mujhko jinhone jahar pilaya unko de amrat ka pyala unko de amrat ka pyala apni galti se wo anjan natije ka hai nahin unhe gyan tu unka karde bhala bhagwan tu unka karde bhala bhagwan