SONG: Bhagwan Meri Taqdeer Kya Tera Bigadta Hai - भगवन मेरी तकदीर क्या तेरा बिगड़ता है

Bhagwan Meri Taqdeer Kya Tera Bigadta Hai - भगवन मेरी तकदीर क्या तेरा बिगड़ता है

LYRICS:
bhagwan meri taqdir ke likhe ko mita de kya tera bigadta hai jo bigdi ko bana de bhagwan meri taqdir ke likhe ko mita de kya tera bigadta hai jo bigdi ko bana de jab tu hi garibo ka sahara na banega fir koi bhi duniya me hamara na banega hamara na banega majhdhar me nayiya hai kinare se laga de kya tera bigadta hai jo bigdi ko bana de rote huye insan ko rulana nhi achcha rulana nhi acha jo mit hi chuka ho usko mitana nhi achcha mitana nhi acha roti hai nigahe tu inhe hasna sikha de kya tera bigadta hai jo bigdi ko bana de bhagwan teri duniya me insan hai majbur bhagwan teri duniya me insan hai majbur insan hai majbur kyo ye kaisa hai dastur ye kaisa hai dastur ya mujhko mita ya mere dhukh dard mita de kya tera bigadta hai jo bigdi ko bana de bhagwan meri taqdir ke likhe ko mita de kya tera bigadta hai jo bigdi ko bana de