SONG: Bhagwan Kisi Ko Bhi Kangal Nahi Karna - भगवान किसी को भी तू कंगाल नहीं करना

Bhagwan Kisi Ko Bhi Kangal Nahi Karna - भगवान किसी को भी तू कंगाल नहीं करना

LYRICS:
bhagwan kisi ko bhi tu kangal nahi karna hum jaisa kisi ka bhi bura hal nahi karna bhagwan kisi ko bhi tu kangal nahi karna hum jaisa kisi ka bhi bura hal nahi karna utar de jag ke data kyu di hume garibi kyu di hume garibi aansu diye kyu humko kyu di badnasibi kyu di badnasibi aise kisi ka ghar tu pamal nahi karna hum jaisa kisi ka bhi bura hal nahi karna bhagwan kisi ko bhi tu kangal nahi karna