SONG: Bhagwan Jo Tera Bhi Bhagwan Koi Hota - भगवान जो तेरा भी, भगवान कोई होता

Bhagwan Jo Tera Bhi Bhagwan Koi Hota - भगवान जो तेरा भी, भगवान कोई होता

LYRICS:
bhagwan jo tera bhi, bhagwan koi hota bhagwan jo tera bhi, bhagwan koi hota hum dekhte fir chu kar, aaram se tu sota aaram se tu sota bhagwan jo tera bhi, bhagwan koi hota dil thaame hue tera har aah ke aachal ko har aah ke aachal ko armano ke mele me bacho ki tarah sota bacho ki tarah sota bhagwan jo tera bhi, bhagwan koi hota kya jane maza dard ka bedard bhala tu bedard bhala tu dil hota tere pas to phir dard bhi hota phir dard bhi hota bhagwan jo tera bhi, bhagwan koi hota hum dekhte fir chhu kar, aaram se tu sota aaram se tu sota bhagwan jo tera bhi, bhagwan koi hota