SONG: Bhagwan Bhagat Binaa Tu - भगवान भगत बिना तू

Bhagwan Bhagat Binaa Tu - भगवान भगत बिना तू

LYRICS:
bhagwan bhagwan bhagat bina tu pathar hai bejan tu to gunga bahara hai aur nirdayi hai insan bhagwan o bhagwan o bhagwan kaisi hai teri shan o bhagwan o bhagwan kaisi hai teri shan o bhagwan hath ka kangan haar gale ka mujhse china jaye bol re nyay ki murat kaisa ye anyay mang rahi hu janam janam ke pooja ka vardaan o bhagwan o bhagwan kaisi hai teri shan ghar ke diye se ghar ko jalaye jag ki ulati taar phul samajh kar jisko pale bankur re sambhal hari bhari phulwari man ki hari bhari phulwari man ki kyu kar di sunshan o bhagwan o bhagwan kaisi hai teri shan band huyi jivan ki rahe ujad gaya sansar apne man par bas nahi chalta tujh par kya adikar tu bhi aaj praya ban kar tu bhi aaj praya ban kar hasta hai bhagwan o bhagwan o bhagwan kaisi hai teri shan o bhagwan o bhagwan