SONG: Bhagwan Bata Kya Yahi Insaaf - भगवान् बता क्या हाय

Bhagwan Bata Kya Yahi Insaaf - भगवान् बता क्या हाय

LYRICS:
bahgwan bata kya haye bhagwan bata kya yahi insaf hai tera insaf hai tera chhaya hai mere armano ki basti mein andhera bahgwan bata kya haye bhagwan bata kya yahi insaf hai tera insaf hai tera ho itna to bata de mujhe kya meri khata hai kis paap ki mujhe di kaisi saja hai kuch bol kya khamosh hai kya soch raha hai munh mod liya duniya ne aur tu bhi khafa hai kal tak thi sakhi par aaj nahi koi mera bahgwan bata kya haye bhagwan bata kya yahi insaf hai tera insaf hai tera hai raham naam dayalu aur kaam satana tera aata hai jale ko khub jalana aankhe na ho jiski use kya jakhm dikhana jo sun na sake afsana use kya sunana lagta nahi kisne ham sab ko fera bahgwan bata kya haye bhagwan bata kya yahi insaf hai tera insaf hai tera