SONG: Bhagwan Bata Kya Hai Tera Humne Gawaya - भगवान बता क्या है तेरा हमने गवाया

Bhagwan Bata Kya Hai Tera Humne Gawaya - भगवान बता क्या है तेरा हमने गवाया

LYRICS:
bhagwan bata kya hai tera hamne gavaya bhagwan bata kya hai tera hamne gavaya tumne hamko sada khun ke aasu rulaya aasu rulaya bhagwan bata kya hai tera hamne gavaya nirdhan hai magar phir bhi bande to hai tere are o ruhe dhanwan pade hamko ye ghere hai dosh amiro ke tujhe taras na aaya taras na aaya bhagwan bata kya hai tera hamne gavaya in unche mahlo se takraun kya mai sar mujhko na diya tune tinko ka bhi ek ghar le le ke tera nam bata hamne kya paya hamne kya paya bhagwan bata kya hai tera hamne gavaya kya bhul gaye humko nahi tum se ho fariyad kya bhul gaye humko nahi tum se ho fariyad jiwan jiyu garibo ka kiya barbad yu hamko satake tere hath kya aaya hath kya aaya bhagwan bata kya hai tera hamne gavaya bhagwan