SONG: Bhagwan Bata Humne Tera Kya Hai Gawaya - भगवान बता हमने तेरा क्या है गवाया

Bhagwan Bata Humne Tera Kya Hai Gawaya - भगवान बता हमने तेरा क्या है गवाया

LYRICS:
Bhagwan bata kya hai Tera hamne gavaya Bhagwan bata kya hai Tera hamne gavaya Hamko sada khun ke Aansoo rulaya Aansoo rulaya Bhagwan bata kya hai Tera hamne gavaya Nirdhan hai magar phir bhi Bande to hai tere Are o ruhe dhanwan Pade hamko ye ghere Hai dosh amiro ke Hai dosh amiro ke Tujhe taras na aaya Taras na aaya Bhagwan bata kya hai Tera hamne gavaya Tum unche mahlo se Gabrau kya main sar Mujhko na diya tune Tinko ka bhi ek ghar Le le ke tera naam bata Humne kya paya Humne kya paya Bhagwan bata kya hai Tera hamne gavaya Kya bhul gaye humko Nahi tum se ho fariyad Kya bhul gaye humko Nahi tum se ho fariyad Jeevan kyu garibo ka Kiya barbad Yun humko satake Tere hath kya aaya Hath kya aaya Bhagwan bata kya hai Tera hamne gavaya Bhagwan.