SONG: Bhagwan Banne Ka Prabhu Jutha Bahana Chhod De - भगवान बनने का प्रभु झूठा बहाना छोड़ दे

Bhagwan Banne Ka Prabhu Jutha Bahana Chhod De - भगवान बनने का प्रभु झूठा बहाना छोड़ दे

LYRICS:
bhagwan banne ka prabhu jutha bahana chhod de bhagwan banne ka prabhu jutha bahana chhod de mai patit hu mai patit hu tu patit pawan kahana chhod de bhagwan banne ka prabhu jutha bahana chhod de log kahte hai teri karuna se duniya bhar gayi ek thoker se jo pathar ki ahila tar gayi mai bhi aaya hu mai bhi aaya hu sharan tu muh chupana chhod de bahana chhod de bhagwan banne ka prabhu jutha bahana chhod de kya ye sach ki daropdi ka tune cheer badaya kya tune cheer badaya kya ye sach hai arjun ka rath tune aap chalaya kya tune aap chalaya kya geeta me karm yog ka tune gyan sikhaya kya bharat me mahabharat ka tune yudh rchaya kya tune yudh rachaya ye agar sach hai ye agar sach hai to chup chup ke stana chhod de rulana chhod de bhagwan banne ka prabhu jutha bahana chhod de chahe andheri raat chahe barsat chahe tufan ho chahe dolti ho darti or garaj rha aasman ho is mandir ke dwar band kar dikhla do kya shan ho mere man mandir se niklo to jaanu bhagwan ho dwar khol do, dwar khol do