SONG: Bhabhi Ko Gudiya Banaungi - भाभी को गुड़िया बनाउंगी

Bhabhi Ko Gudiya Banaungi - भाभी को गुड़िया बनाउंगी

LYRICS:
bhabi ko gudiya banaungi aye ji mai to bhabi ko gudiya banaungi aye ji mai to bhabi ko gudiya banaungi bhabi ko gudiya banaungi aye ji mai to bhabi ko gudiya banaungi aye ji mai to bhabi ko gudiya banaungi sang sang dolenge sang sang nachainge sang sang dolenge sang sang nachainge khushiyo ke phool barsaungi aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi lane gaye the faishion ki gudiya faishion ki gudiya lane gaye the faishion ki gudiya faishion ki gudiya kismat se mil gai sone ki chidya sone ki chidya mai to nachungi mai to nachungi khushiya manaungi aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi malik ne kaisi jodi mila di jodi mila di malik ne kaisi jodi mila di jodi mila di chanda sa bhaiya chakori si bhabi chanda sa bhaiya chakori si bhabi chanda sa bhaiya chakori si bhabi chand taro se chand taro se isko sajaungi aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi bhabhi ji ko are bhabhi ji ko jab hoga ek lalana bhabhi ji ko jab hoga ek lalana bhaiya ji layenge sone ka palna mai to has has ke mai to has has ke jhula jhulaungi aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi aye ji mai to bhabhi ko gudiya banaungi