SONG: Bhaaga Re Bhaaga Dil Churake Chor - भागा रे भागा दिल चुरा के चोर

Bhaaga Re Bhaaga Dil Churake Chor - भागा रे भागा दिल चुरा के चोर

LYRICS:
doudo re doudo bhaga re bhaga dil chura ke chor tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina tina tin ka tina doudo re doudo bhaga re bhaga dil chura ke chor tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina tina tin ka tina khol jara to ghunghat gori dekhe surat tori hoy khol jara to ghunghat gori dekhe surat tori hum to hai diwane tere hamse kaisi chori aaja re aaja chupke se pas gori kaahe kare shor tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina tina tin ka tina o ho ho o ho ho o ho ho aa ha ha ha ha aa ha ha devar jage saas bhi jage jag raha ghar sara devar jage saas bhi jage jag raha ghar sara phir bhi jalim ne na jane kaise daka mara doudo re doudo bhaga re bhaga dil chura ke chor tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina tina tin ka tina na main jaau bans bareli na main jaau jhansi na main jaau bans bareli na main jaau jhansi in julfo mein bandh ke mohe de de gori fansi aaja re aaja chupke se pas gori kaahe kare shor tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina tina tin ka tina kisi ne dil hai chhina tina tin ka tina