SONG: Bezubaan Kb Se (Reprise) - बेजुबान कब से

Bezubaan Kb Se (Reprise) - बेजुबान कब से

LYRICS:
tooti hai roothi hai haathon se chhooti hai maana teri roshni gehra andhera hai do pal thehra hai rang aasmaano ka bhi aasaan raahon ko tune liya kab hai ziddi savere tere apne se waadon ke sau sau iraadon ke dil mein basere tere wo jo keh paaye na zubaan teri wo aankhen teri karde bayaan paanv tere kahin roke rukenge na ho khud pe yaqeen jo tera.. teri kahaani, teri zubaani sunega ye saara jahaan bezubaan kabse tu rahaa begunaah sehta kyun rahaa bezubaan.. wo ho.. khawabon ka tere qissa hai tera haq, tera hissa hai tujhse na chheene jahaan ho.. teri intehaan dekhega aaj aasmaan dekhega kya hai tera faisla bezubaan kab se tu rahaa begunaah sehta kyun raha (x2)