SONG: Bewafa De Ke Daga Jata Hai - बेवफा दे के दगा जाता है

Bewafa De Ke Daga Jata Hai - बेवफा दे के दगा जाता है

LYRICS:
o bewafa bewafa bewfa bewafa de ke daga jata hai pyar badnaam hua jata hai bewafa de ke daga jata hai pyar badnaam hua jata hai o mujhay chod ke jane wale o mujhay chod ke jane wale dil ke dushman hai zamaane wale phul kaanto me ghira jata hai pyar badnaam hua jata hai bewafa bewafa bewfa bewafa de ke daga jata hai pyar badnaam hua jata hai gam ki ghanghor ghata chayi hai gam ki ghanghor ghata chayi hai chand taaro ko bhi neend aayi hai dam andhere me ghuta jata hai pyar badnaam hua jata hai dil hi me rah gaye armaan dil ke dil hi me rah gaye armaan dil ke jo diya hamne jalaya milke wo diya aaj bujha jata hai pyar badnaam hua jata hai bewafa bewafa bewfa bewafa de ke daga jata hai pyar badnaam hua jata hai