SONG: Betaab Hai Dil Dard E Muhabbat Ke Asar Se - बेताब है दिल दर्द ए मुहब्बत के असर से

Betaab Hai Dil Dard E Muhabbat Ke Asar Se - बेताब है दिल दर्द ए मुहब्बत के असर से

LYRICS:
betaab hai dil betaab hai dil dard-e-muhabbat ke asar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil soi hui qismat ko meri aake jaga jaa aaja meri duniya me zara laut ke aaja soi hui qismat ko meri aake jaga jaa aaja meri duniya me zara laut ke aaja aankho ko hai ummid aankho ko hai ummid, teri raah-guzar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil ye kaun mere dil meri aankho me samaaya ye kiski nigaaho ne mujhe apna banaaya ye kaun mere dil meri aankho me samaaya ye kiski nigaaho ne mujhe apna banaaya begaana hui begaanaa hui jaati hun duniyaa ki khabar se takara gayi ye kis ki nazar meri nazar se betaab hai dil dam bhar ko teri yaad se, gaafil nahi rahati jo dil pe guzarti hai, zubaan se nahi kahati dam bhar ko teri yaad se, gaafil nahi rahati jo dil pe guzarti hai, zubaan se nahi kahati fariyaad bhi fariyaad bhi hoti nahi rusuvaai ke dar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil ik mauj hai ik raag hai ik rang hai ji me hansti hu khushi me, gaati hu khushi me ik mauj hai ik raag hai ik rang hai ji me hansti hu khushi me, gaati hu khushi me utha hai ye tufaan utha hai ye tufaan, khuda jaane kidhar se takara gayi ye kis ki nazar meri nazar se