SONG: Betaab Hai Dil Bechain Nazar - बेताब है दिल बेचैन नजर

Betaab Hai Dil Bechain Nazar - बेताब है दिल बेचैन नजर

LYRICS:
betab hai dil bechain najar anjam ho kya malum nahi apni bhi nahi kuch hamko khabar unka bhi pata malum nahi betab hai dil bechain najar kismat ye kaha le aayi hai mehfil bhi jaha tanhai hai kismat ye kaha le aayi hai mehfil bhi jaha tanhai hai phulo se nikalte hai shole ye raaj hai kya ye malum nahi betab hai dil bechain najar ham bhul gaye manjil ka nishan ab yaad nahi jana hai kaha ham bhul gaye manjil ka nishan ab yaad nahi jana hai kaha bas unki tamna hai dil me kuch iske siva malum nahi betab hai dil bechain najar anjam ho kya malum nahi betab hai dil