SONG: Beta Jamure Keh De Duniya Ko Lalkar Ke, Do Din Ki Zindagi Hai - बेटा जमूरे कह दे दुनिया को ललकार के, दो दिन की ज़िन्दगी है

Beta Jamure Keh De Duniya Ko Lalkar Ke, Do Din Ki Zindagi Hai - बेटा जमूरे कह दे दुनिया को ललकार के, दो दिन की ज़िन्दगी है

LYRICS:
beta jamure ek bat kahega hanji kya juth kahega naji to sach kahega hanji beta jamure ek bat kahega sach kahega sach kahega hanji hanji beta jamure kahde dunia ko lalkar ke beta jamure kahde dunia ko lalkar ke do din ki jindagi hai kyu na gujare pyar se beta jamure kahde dunia ko lalkar ke do din ki jindagi hai kyu na gujare pyar se beta jamure kahte hai ke sadiyo pahle bandar se insan bana kahte hai ke sadiyo pahle bandar se insan bana lekin sach pucho to wo insan nahi shaitan bana fir se bandar banke sikho jina kisko kahte hai tumse to haiwan bhi ache tumse to haiwan bhi ache jo miljul kar rahte hai lade bhai se bhai bane ho sabhi kasai kahi insan ki surat najar na hamko aayi tod rahe yuhi sar apna nafrat ki diwar se beta jamure kahde dunia ko lalkar ke do din ki jindagi hai kyu na gujare pyar se beta jamure paisa bada sahi par tum to usko bap samjhate ho paisa bada sahi par tum to usko bap samjhate ho kutta chahe khale hamko dena pap samnjhte ho darte ho bhagwan se mandir bade bade banwate ho dan punya ki to mai apne dan punya ki ta mai apne man ka khot chipate ho parbhu riswat na mane khara khota pahchane wo rahta hai kutiyan me sabko iska jane pahle hamse gale milo jo milna hai kartar se beta jamure kahde dunia ko lalkar ke do din ki jindagi hai kyu na gujare pyar se beta jamure dil me sab ke juth bhara hai or bato me banawat hai dil me sab ke juth bhara hai or bato me banawat hai dudh me pani ghee me maida aate me bhi milawa hai dam agar do chawal ke to pathar sath me aata hai sauda karo namak ka lekin sauda karo namak ka lekin chuna sath me aata hai haldi me hai pili mitti ghas mili hai dhaniye me khot nahi chizo me bhaiya are khot ke man ke baniye me jio tum pikar pani padegi hawa hai khami daya hi dan hamara aa rahi yaro beimani socho to kya chale hum leke dunia ke bazar se beta jamure kahde dunia ko lalkar ke do din ki jindagi hai kyu na gujare pyar se beta jamure