SONG: Bereham Aasman Meri Manzil Bata (2) - बेरहम आसमां मेरी मंजिल बता है कहाँ

Bereham Aasman Meri Manzil Bata (2) - बेरहम आसमां मेरी मंजिल बता है कहाँ

LYRICS:
beraham aasma meri manzil bata hai kaha beraham aasma meri manzil bata hai kaha mujhse kismat ne dhokha kiya har kadam par naya gum diya hai khushi ki kasam ki yaha chain ka sans tak na liya bujh gaya dil mera ras aaya na tera jaha beraham aasma meri manzil bata hai kaha teri duniya me hi hum jiye aasuo ki samundar piye dil pe kitne tadapte rahe hoth lekin humesha kiye teri duniya me yu bejuda beraham aasma meri manzil bata hai kaha ab koi bhi tamanna nahi ab yaha hamko jeena nahi zindagi ab tere jam se ek katra bhi china nahi maut ko bhej ke khatam kar de meri dasta beraham aasma meri manzil bata hai kaha