SONG: Beraham Maar Dalega Mujhko Tera Gam Ab To Aaja - बेरहम मार डालेंगा मुझको तेरा गम अब तो आजा

Beraham Maar Dalega Mujhko Tera Gam Ab To Aaja - बेरहम मार डालेंगा मुझको तेरा गम अब तो आजा

LYRICS:
beraham beraham maar daalega mujhko tera gham ab to aaja mere balam ab to aaja ye sama aise me bebasi ka ye aalam ab to aaja, mere balam ab to aaja humne mana humara kasur hai humne mana humara kasur hai dekhe dilbar to hota sarur hai dekhe dilbar to hota sarur hai dard me muskurana sikha ja aaja, ab to aaja mere balam ab to aaja beraham maar daalega mujhko tera gham ab to aaja mere balam ab to aaja zindagi char din ka hai mela zindagi char din ka hai mela bheed me bhi mera dil akela bheed me bhi mera dil akela us dil ko dilasa dila ja aaja, ab to aaja mere balam ab to aaja beraham maar daalega mujhko tera gham ab to aaja mere balam ab to aaja