SONG: Beqaif Dil Hai Aur Jiye Jaa Rahaa Hun Main - बेक़ैफ़ दिल है और जिये जा रहा हूँ मैं

Beqaif Dil Hai Aur Jiye Jaa Rahaa Hun Main - बेक़ैफ़ दिल है और जिये जा रहा हूँ मैं

LYRICS:
bekaif dil hai aur jiye jaa rahaa hun mai bekaif dil hai aur jiye jaa rahaa hun mai khaali hai shisha aur piye jaa rahaa hun mai khaali hai shisha aur piye jaa rahaa hun mai bekaif dil hai majburi-e-kamaal mohabbat to dekhnaa majburi-e-kamaal mohabbat to dekhnaa jinaa nahi kabul jiye jaa rahaa hun mai beqaif dil hai vo dil kaha hai ab ke jise pyaar kijiye vo dil kaha hai ab ke jise pyaar kijiye majburiyaan hai saath jiye jaa rahaa hun mai beqaif dil hai pahle sharaab jist thi ab jist hai sharaab pahle sharaab jist thi ab jist hai sharaab koi pilaa rahaa hai piye jaa rahaa hun mai bekaif dil hai aur jiye jaa rahaa hun mai beqaif dil hai