Beparwah, Beparwah Ho Jaaye Jo - बेपरवाह, बेपरवाह हो जाए जो
LYRICS:
thartharaate hain lamhe, waqt rukh badalta hai
door saahilon par, kahin din ye dhalta hai (x2)
qatra qatra sannata moum sa pighalta hai
khelne waala koi nahi khel phir bhi chalta hai
sau chehre aayein jaayein yaadon mein wahin reh jaayein
beparwah, beparwah ho jaayein jo.. (x4)
aankhon pe bharosa na kar
dhokha hai har ek manzar
milte hain jo gale khulke
wohi waar karein chhup kar (x2)
shor mein hai sargoshi hosh mein hai behoshi
honth sab ke sil jaayenge bolegi jab khamoshi
sau chehre aayein jaayein yaadon mein wahin reh jaayein
beparwah, beparwah ho jaayein jo.. (x4)
kuch halka kuch gehra raaz hai lab pe thehra
jaal ke andar jaal hai chehre pe hai chehra (x2)
hansti aankhon waale sabhi meethi baaton waale
hothon se naa chhoona kabhi ye zeher ke pyaale
sau chehre aayein jaayein
yaadon mein wahin reh jaayein
beparwah, beparwah ho jaayein jo.. (x4)
read more:thartharaate hain lamhe, waqt rukh badalta hai
door saahilon par, kahin din ye dhalta hai (x2)
qatra qatra sannata moum sa pighalta hai
khelne waala koi nahi khel phir bhi chalta hai
sau chehre aayein jaayein
yaadon mein wahin reh jaayein
beparwah, beparwah ho jaayein jo.. (x4)
aankhon pe bharosa na kar dhokha hai har ek manzar
milte hain jo gale khulke wohi waar karein chhup kar (x2)
shor mein hai sargoshi hosh mein hai behoshi
honth sab ke sil jaayenge bolegi jab khamoshi
sau chehre aayein jaayein yaadon mein wahin reh jaayein
beparwah, beparwah ho jaayein jo.. (x4)
kuch halka kuch gehra raaz hai lab pe thehra
jaal ke andar jaal hai chehre pe hai chehra (x2)
hansti aankhon waale sabhi meethi baaton waale
hothon se naa chhoona kabhi
ye zeher ke pyaale
sau chehre aayein jaayein
yaadon mein wahin reh jaayein
beparwah, beparwah ho jaayein jo.. (x4)