SONG: Belagaam - बेलगाम

Belagaam - बेलगाम

LYRICS:
jo na hua vo hi abhi ho raha mann bezubaan kuch naya keh raha jaan le tujme hai kya maan le koi ha wajah dil hua belagaam hua hai dil belagaam raat din subeh shaam hua hai dil belagaam dil hua belagaam hua hai dil belagaam raat din subeh shaam hua hai dil belagaam…. maine diya mera pata dil mere tere hai jaane kya beimtihaan chahat yahaan to hai waha kya silsila jaan le koi hai nasha maan le jo liye chala dil hua belagaam hua hai dil belagaam raat din subeh shaam hua hai dil belagaam dil hua belagaam hua hai dil belagaam raat din subeh shaam hua hai dil belagaam