Behroopia - बहरूपिया
LYRICS:
mere har ek armaan se zyada chahe re tujhko jiya
kaise karoon yakeen tu hai dilbar
ya koi wahem piya behroopia aa..
yeh dil tune bas me kiya behroopia aa..
haseen kosoor kiya
maine ek muskaan sajakar raazko parda diya
pyaara tujhe bhi hai meri surat se
mera naqaab piya behroopia aa..
zara sa hai fark piya behroopia aa..
jala chingaari shama ban ja
main bhi parwana hoon mujhe aazmaa
bujhi shamma se na dil behela
haath me aayega tere bas dhuaan
hai yeh sitam hai ye zulm sarasar
neendoin pe kabza kiya
karle tu yaakeen main hoon dilbar
na koi wahem piya..behroopia aa..
yeh dil tune bas me kiya behroopia
haseen kosoor kiya yeh dil tujhe de hi diya
jo hona hai hoga piya behroopia behroopia
behroopia behroopia behroopia behroopia
behroopia behroopia.