SONG: Begaani Shaadi Men Abdullaa Divaanaa - बेगानी शादी में अब्दुल्ला दीवाना

Begaani Shaadi Men Abdullaa Divaanaa - बेगानी शादी में अब्दुल्ला दीवाना

LYRICS:
begani shadi me abdulla divana aise manmauji ko mushkil hai samjhana begani shadi me abdulla divana aise manmauji ko mushkil hai samjhana begani shadi me abdulla divana aise manmauji ko mushkil hai samjhana, hai na dulhan banungi mai doli chadhungi mai dur kahi balam ke dil me rahungi mai tum to paraye ho yun hi lalchaye ho jane kis dunia se jane kyu aaye ho jane kyu aaye ho begani shadi me abdulla divana aise manmauji ko mushkil hai samjhana begani shadi me abdulla divana aise manmauji ko mushkil hai samjhana, hai na lahrati jaau mai bal khati jaau mai khadi khadi raste me payal bajau mai palke bichhau mai dil me bulau mai samjhe na kuch bhi vo kitna samjhau mai kitna samjhau mai begani shadi me abdulla divana aise manmauji ko mushkil hai samjhana begani shadi me abdulla divana dil ki in bato ko mushkil hai samjhana apna begana kaun jana anjana kaun apne dil se puchho dil ko pahchana kaun pal me lut jata hai yu hi bah jata hai shadi kisi ki ho apna dil gata hai ho apna dil gata hai begani shadi me abdulla divana aise manmauji ko mushkil hai samjhana begani shadi me abdulla divana dil ki in bato ko mushkil hai samjhana