SONG: Beet Gaya Patjhad Phir Guiya - बीत गया पतझड़ फिर गुइयाँ सावन की ऋतू आई, आई

Beet Gaya Patjhad Phir Guiya - बीत गया पतझड़ फिर गुइयाँ सावन की ऋतू आई, आई

LYRICS:
beet gaya patjhad fir guiyaan sawan ki reetu aai, aai beet gaya patjhad fir guiyaan sawan ki reetu aai fir pawan chali, fir kali khili fir pawan chali fir pawan chali, fir kali khili bhawre ki ban aai aashaao me jhum ke lipte aashaao me jhum ke lipte prem se taal sunayi beet gaya patjhad fir guiyaan sawan ki reetu aai, aai beet gaya patjhad fir guiyaan sawan ki reetu aai fir madhur kanth koyal ne bole mithe mithe geet saheli mithe mithe geet fir madhur kanth koyal ne bole mithe mithe geet saheli mithe mithe geet din geeto me khel rahi hai saajanwa ki preet saheli saajanwa ki preet din geeto me khel rahi hai saajanwa ki preet saheli saajanwa ki preet bujhe deep ki jyoti jaagi bujhe deep ki jyoti jaagi le kar fir angdaai beet gaya patjhad fir guiyaan sawan ki reetu aai, aai beet gaya patjhad fir guiyaan sawan ki reetu aai fir pawan chali, fir kali khili fir pawan chali fir pawan chali, fir kali khili bhawre ki ban aai aashaao me jhum ke lipte aashaao me jhum ke lipte prem se taal sunayi beet gaya patjhad fir guiyaan sawan ki reetu aai