SONG: Bedardi Beimaan Natkhat Saanwariya - बेदर्दी बेईमान नटखट सांवरियां

Bedardi Beimaan Natkhat Saanwariya - बेदर्दी बेईमान नटखट सांवरियां

LYRICS:
mile jo raah me chhede wo muskura ke mujhe hanse wo shokh nigaho se gudguda ke mujhe wo mujhko pass bulaye to dil mera dhadke kahin wo maar na daale sata sata ke mujhe bedardi beimaan natkhat saanwariya bedardi beimaan natkhat saanwariya jiya jala gayo ram re mora jiya jala gayo ram re mora bedardi beimaan are wo aake shararat se mera naam liya main hans padi to mera hath badh ke tham liya chhudaya hath to daman pakad liya mera na jane kab ka sitamgar intkaam liya aa bedardi beimaan natkhat saanwariya bedardi beimaan hazaar baar to taala use bahane se tab bhi wo baaj na aaye mujhe satane se main usse lakh kahu chhod dekh lega koi use to laaj na aaye magar zamane se aa bedardi beimaan natkhat saanwariya bedardi beimaan natkhat saanwariya jiya jala gayo ram re mora bedardi beimaan