SONG: Bedardi Balma Tujhko Mera Maan Yaad Karta Hai - बेदर्दी बालमा तुझको मेरा मन याद करता है

Bedardi Balma Tujhko Mera Maan Yaad Karta Hai - बेदर्दी बालमा तुझको मेरा मन याद करता है

LYRICS:
bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai kabhi ham sath gujare jin sajili reh gujaro se fiza ke bhes me girte hain abb patte chanaro se yeh rahe yad karti hain, yeh gulshan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai koyi jhonka hawa ka jab mera aanchal udata hai
guman hota hai jaise tu mera daman hilata hai kabhi chuma tha jo tune wo daaman yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai wo hi hain jhil ke mandar wo hi kirno ki barsaate jaha ham tum kiya karte the paharo pyar ki bate tujhe iss jheel ka kamosh darpan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai