SONG: Bedard Zamane Se Shikwa Na Shikayat Hai - बेदर्द ज़माने से शिकवा ना शिकायत है

Bedard Zamane Se Shikwa Na Shikayat Hai - बेदर्द ज़माने से शिकवा ना शिकायत है

LYRICS:
bedard jamane se shikwa na shikayat hai ham dard se maro ki kismat hai ye kismat hai bedard jamane se bhigi hui palko me choti si kahani hai bhigi hui palko me choti si kahani hai ek dard ki duniya hai kahne ko jawani hai sajan se juda hokar ye ruthi hui ulfat hai ham dard se maro ki kismat hai ye kismat hai bedard jamane se aankhe bhi tarasti hai arman bhi machalte hai aankhe bhi tarasti hai arman bhi machalte hai ye dil bhi dhadkta hai aansu bhi nikalte hai marna bhi nahi bas me marne ki si halat hai ham dard se maro ki kismat hai ye kismat hai bedard jamane se shikwa na shikayat hai ham dard se maro ki kismat hai ye kismat hai bedard jamane se