SONG: Bedard Zamana Teraa Dushaman Hai To Kya Hai - बेदर्द जमाना तेरा दुश्मन है तो क्या है

Bedard Zamana Teraa Dushaman Hai To Kya Hai - बेदर्द जमाना तेरा दुश्मन है तो क्या है

LYRICS:
musibat ka kiye ja samna kanto pe chalta ja agar mazil pe jana hai to gir gir ke sambhalta ja bedard zamana tera dushaman hai to kya hai bedard zamana tera dushaman hai to kya hai duniya me nahi jiska koyi uska khuda hai duniya me nahi jiska koyi uska khuda hai ye kaisi khudayi hai bolo kaisa khuda hai lutati huyi duniya jo meri dekh raha hai mai kaise bhala manu ke duniya me khuda hai agar hai to kaha hai izzat bhi bachi jan bachi kaise ye bolo vo kaun si taqat thi zara dil ko tatolo hai jiaka karam ham pe usi se ye gila hai duniya me nahi jiska koyi uska khuda hai bedard zamana tera dushaman hai to kya hai duniya me nahi jiska koyi uska khuda hai kuchh kam nahi apne liye jine ke sahare kuchh kam nahi apne liye jine ke sahare iman ki daulat hai abhi pas hamare ye aisa sahara hai jo har shah se bada hai duniya me nahi jiska koyi uska khuda hai bedard zamana tera dushaman hai to kya hai duniya me nahi jiska koyi uska khuda hai duniya me nahi jiska koyi uska khuda hai duniya me nahi jiska koyi uska khuda hai