SONG: Bedard Zamana Kya Jane - बेदर्द ज़माना क्या जाने

Bedard Zamana Kya Jane - बेदर्द ज़माना क्या जाने

LYRICS:
bedard zamana kya jane kyun dard ke maare rote hain wo paas the lekin door huye wo paas the lekin door huye aashao ke darpan chur huye ab huk jigar me uthati hai aur nain humare rote hain bedard zamana kya jane kyun dard ke maare rote hai majhdhaar khiwaiya chhod gaya jivan ka sahara tod gaya jivan ka sahara tod gaya ummid ki naiya doob gayi hum baith kinare rote hain bedard zamana kya jane kyun dard ke maare rote hain bedard zamana kya jane kyun dard ke maare rote hain