SONG: Bedard Zamana Are

Bedard Zamana Are

LYRICS:
bedard jamana are bedard jamana mere dil ki duniya hai tum duniya rachana tum duniya rachana do ek jalak kabhi ban ban ek dhare roke hai jaise unki raho ke ishare ham ishq ki baji kabhi jite kabhi hare gate bhi rahe fir bhi mohabbat ka tarana ye dil ki duniya hai yaha dil dil na fasan tum dil na lagana rut kitni suhani hai ghata jhumti hai kuch dil ki tarah mast hawa jhumati hai hansti hui kaliyo ke kadam chum rahi hai aise me koi dard bhara geet sunana mere dil ki duniya hai tum duniya rachana tum duniya rachana biti hui rato ko jara fir se bhulakar vo prem ki bate kabhi hanskar kabhi gakar in mast nigaho ko in mast nigaho ko nigaho se milakar ik teeer kalejhe pe aur chalana dokhe ki ye duniya hai yaha dil na lagana tum dil na lagana jinda hu apni kasame tamanna ke sahare dube nahi ab tak meri aasha ke tare ummid ke toofan mohabbat ke kinare tum chaho to ho jayega mera bhi tikana dokhe ki ye duniya hai yaha dil na lagana tum dil na lagana bedard jamana are bedard jamana dokhe ki ye duniya hai yaha dil na lagana tum dil na lagana