SONG: Bedard Anadhi Sanwariya Mere Man Ki Lagan - बेदर्द अनाड़ी सांवरिया मेरे मन की लगन

Bedard Anadhi Sanwariya Mere Man Ki Lagan - बेदर्द अनाड़ी सांवरिया मेरे मन की लगन

LYRICS:
bedard anadi sanwariya bedard anadi sanwariya mere man ki lagan samjha hi nahi bedard anadi sanwariya wo jane to jane bhi kaise kabhi hal mera puchha hi nahi bedard anadi sanwariya ho sanwariya main kaise kahun unki meri kuch bat nahi aur bat bhi hai jiwan ki lambi raho me wo sath nahi aur sath bhi hai manjil ka pata wo kya jane manjil ka pata wo kya jane kabhi usne kadam rakha hi nahi bedard anadi sanwariya kuch mithe mithe sapno ka sansar basaya naino me kuch chitr banaya hatho se ek chitr banaya naino me ek chitr banaya naino me ek chitr kisi ne dekh liya ek chitr kisi ne dekh liya ek chitr abhi dekha hi nahi bedard anadi sanwariya mere man ki lagan samjha hi nahi bedard anadi sanwariya ho sanwariya