SONG: Bedaar Huin Kaliyaan - बेदार हुईं कलियाँ

Bedaar Huin Kaliyaan - बेदार हुईं कलियाँ

LYRICS:
aa payaam-e-ishqra man aj nigah-e-naaz me khanam zaban-e-yaar-e-man hindi daman hindi na main gaanam bedaar huyi kaliya aur husn hua raksa shola-e-shama larza afsane ka unva unva bedaar huyi kaliya aur husn hua raksa shola-e-shama larza afsane ka unva unva zaraa patango ki aahat huyi to bhaap gayi shama ki lau shama ki lau se jo uriya sitan ko kaanp gayi jali to aisi jali naam kar gayi roshan jali to aisi jali naam kar gayi roshan bujhi to duniya ke aanchal se tan ko dhaanp gayi shama ki lau shama ki lau