SONG: Bechain Bahut Phiranaa Ghabaraaye Huye Rahanaa - बेचैन बहुत फिरना, बेचैन बहुत फिरना

Bechain Bahut Phiranaa Ghabaraaye Huye Rahanaa - बेचैन बहुत फिरना, बेचैन बहुत फिरना

LYRICS:
bechain bahut phirnaa, ghabraaye hue rahnaa ghabraaye hue rahnaa bechain bahut phirnaa, ghabraaye hue rahnaa ghabraaye hue rahnaa ik aag si jajbo ki ik aag si jajbo ki dahkaaye huye rahnaa bechain bahut phirnaa, bechain bahut phirnaa ghabraaye hue rahnaa ik aag si jajbo ki ik aag si jajbo ki dahkaaye huye rahnaa bechain bahut phirnaa, ghabraaye hue rahnaa chhalkaaye hue chalnaa, chhalkaaye hue chalnaa chhalkaaye hue chalnaa khushbu lab-e-laali ki ik baag saa saath apne mahkaaye hue rahnaa ik baag saa saath apne ik baag saa saath apne mahkaaye hue rahnaa ik aag si jajbo ki ik aag si jajbo ki dahkaaye huye rahnaa bechain bahut phirnaa, ghabraaye hue rahnaa ik shaam si kar rakhnaa kaajal ke karishme se shaam, shaam, shaam, shaam, ik shaam ik shaam si kar rakhnaa kaajal ke karishme se ik chaand saa aankho me chamkaaye hue rahnaa ik chaand saa aankho me chamkaaye hue rahnaa ik aag si jajbo ki ik aag si jajbo ki dahkaaye huye rahnaa bechain bahut phirnaa, ghabraaye hue rahnaa aadat hi banaa li hai tumne to munir apni aadat hi banaa li hai tumne to munir apni aadat hi banaa li hai tumne to munir apni jis shahar me bhi rahnaa jis shahar me bhi rahnaa ukataaye hue rahnaa jis shahar me bhi rahnaa ukataaye hue rahnaa ik aag si jajbo ki ik aag si jajbo ki dahkaaye huye rahnaa bechain bahut phirnaa, ghabraaye hue rahnaa bechain bahut phirnaa, ghabraaye hue rahnaa