SONG: Bawara Mann - बावरा मन राह ताके तरसे रे

Bawara Mann - बावरा मन राह ताके तरसे रे

LYRICS:
bawara mann raah taake tarse re naina bhi malhaar banke barse re aadhe se adhoore se bin tere hum huve pheeka lage hai mujhko saara jahaan bawara mann raah taake tarse re naina bhi malhaar banke barse re yeh kaisi khushi hai jo maum si hai aankhon ke raste hanske pighalne lagi mannat ke dhaage aise hain baandhe toote na rishta judke tujhse kabhi toote na rishta judke tujhse kabhi sau balaaye le gaya tu sar se re naina ye malhaar banke barse re mai kagaz ki kashti tu baarish ka paani aisa hai tujhse ab ye rishta mera tu hai toh mai hoon tu aaye beh loon aadhi hai duniya meri tere bina aadhi hai duniya meri tere bina jee uthi sau baar tujhpe marke re naina ye malhaar banke barse re bawara mann raah taake tarse re naina ye malhaar banke barse re