SONG: Bate Kahi Aur Bana - बाते कही और बना

Bate Kahi Aur Bana - बाते कही और बना

LYRICS:
are bate kahi aur bana bate kahi aur bana yaha baat nahi ban ne ki o chalbaaj hum samajh gaye teri chaal nahi chalne ki babu tata o mister tata, o babu tata pahchan liya ab jaiye ban ban ke na yu ghabraiye pahchan liya ab jaiye ban ban ke na yu ghabraiye hatho se dil ko thaam ke mat jhuti kasame khaiye ab to ji bigad gayi ab to ji bigad gayi baat nahi ban ne ki o chalbaaj hum samajh gaye teri chaal nahi chalne ki babu tata o mister tata, o babu tata ab chahe khusamad kijiye ya aankh me aanchal lijiye ab chahe khusamad kijiye ya aankh me aanchal lijiye ya rasta mera rok ke daman se hawaye dijiye dil me mere ulfat ki dil me mere ulfat ki aag nahi jalne ki o chalbaaj hum samajh gaye teri chaal nahi chalne ki babu tata o mister tata, o babu tata tu dilwala mai bhi hasi dhokhe me na rahna kahi samjhe tu dilwala mai bhi hasi dhokhe me na rahna kahi bijali si chamak jaungi mai rah jaoge baithe yahi chal diye hum ab to sanam chal diye hum ab to sanam chaav nahi milne ki o chalbaaj hum samajh gaye teri chaal nahi chalne ki babu tata o mister tata, o babu tata Lyrics type by : Ruby Singh