SONG: Bataa De Baghwan Jaaye Kahan, Koi Nahi Apna Yahan - बता दे भगवान जाये कहाँ कोई नहीं अपना यहाँ

Bataa De Baghwan Jaaye Kahan, Koi Nahi Apna Yahan - बता दे भगवान जाये कहाँ कोई नहीं अपना यहाँ

LYRICS:
ho dil na dukh jaye, garibo ka hamesha darna zindagi khwaab hai, is par na bharosa karna bata de bhagwan, jaye kaha koi nahi apna yaha bata de bhagwan, jaye kaha koi nahi apna yaha bata de bhagwan na puchho aadmi par kya gujarti hai mushibat me khilona banke rah jata hai jab majbur hota hai haaye wo rota hai, bata de bhagwan zamane ka sataya is tarha majbur hota hai ki jaise chand gehnaya hua benur hota hai haye wo rota hai, bata de bhagwan bigad jati hai jab kismat, kisi se kuch nahi banta wohi hota hai jo bhagwan ko manjur hota hai wohi hota hai, bata de bhagwan