SONG: Bata Ae Chand Ab Kaise Kahe Hum - बता ऐ चाँद अब कैसे कहे हम

Bata Ae Chand Ab Kaise Kahe Hum - बता ऐ चाँद अब कैसे कहे हम

LYRICS:
bata ae chand ab kaise kahe hum dasta apni bata ae chand ab kaise kahe hum dasta apni kare jo aah bhi to kaati jaati hai juba apni kare jo abhi to kati jati hai juba apni na hum apne na tum apne na dil apna na jaan apni na dil apna na jaan apni na jane bhul aaye zindagi pichli kaha apni na jane bhul aaye zindagi pichli kaha apni jo mil jao bata de hum mohabbat ki wo manjil bhi mohabbat ki wo manzil bhi hui thi dil ki kuch baate nigaho me jaha apni hui thi dil ki kuch baate nigaho me jaha apni tumhari yaad me kate nahi katati hai ab raate nahi katati hai ab raate hume ab bhul jaao aur ab bichdi mulakate tumhe khushiya mubarak ho hume tanhaiya apni tumhe khushiya mubarak ho hume tanhaiya apni bata ae chand ab kaise kahe hum dasta apni kare jo aah bhi to kaati jaati hai juba apni