SONG: Basti Basti Parbat Parbat, Gate Jaye Banjara - बस्ती बस्ती पर्वत पर्वत, गाते जाए बंजारा

Basti Basti Parbat Parbat, Gate Jaye Banjara - बस्ती बस्ती पर्वत पर्वत, गाते जाए बंजारा

LYRICS:
basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara pal do pal ka sath hamara pal do pal ki yaari aaj ruke to, kal karni hai chalne ki taiyari basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara kadam kadam par honi baithi, apna jaal bichhaye kadam kadam par honi baithi, apna jaal bichhaye is jivan ki raah me jane kaun kaha rah jaye, kaun kaha rah jaye basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara dhan daulat ke pichhe kyu hai, ye duniya diwani yaha ki daulat yaha rahegi, sath nahi ye jani basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara sone chandi me tulta ho, jaha dilo ka pyar aansu bhi bekar waha par, aahe bhi bekar basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara duniya ke bazar me aakhir chahat bhi vayapar bani duniya ke bazar me aakhir chahat bhi vayapar bani tere dil se unke dil tak, chandi ki diwar bani chandi ki diwar bani basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara hum jaise ke bhag me likha chahat ka vardan nahi hum jaise ke bhag me likha chahat ka vardan nahi jisne humko janam diya wo patthar hai bhagwan nahi wo patthar hai bhagwan nahi wo patthar hai bhagwan nahi basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara murakh hai jo dhan daulat ki chinta karte rahte hai do dil mil jaye jis ghar me swarg usi ko kahte hai basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara basti basti parvat parvat, gaate jaye banjara lekar dil ka ektara