SONG: Bas Qayamat Ho Gayi - बस क़यामत हो गयी

Bas Qayamat Ho Gayi - बस क़यामत हो गयी

LYRICS:
ho bas qayamat ho gayi ho bas qayamat ho gayi ek hasin najini se mohabbat ho gayi ho bas qayamat ho gayi need aapni kho gayi dillgi mein dil gaya need aapni kho gayi dillgi mein dil gaya aur diwana hume naam yaaro mile gaya husn ki ishq pe ye inayat ho gayi ho ho bas qayamat ho gayi hum khyalo mein mile yu mulakate hui hum khyalo mein mile yu mulakate hui hothon pe na aayegi un se jo bat hui bas yahi jaan lo duniyan jannat ho gayi ho bas qayamat ho gayi ho gaye khamosh hum bejubano ki tarah ho gaye khamosh hum bejubano ki tarah baat logo mein chali ye fasano ki tarah har juba har najar ko shikayat ho gayi ho bas qayamat ho gayi ho bas qayamat ho gayi ek hasin najini se mohabbat ho gayi ho bas qayamat ho gayi