SONG: Bas Me Nahi Jee Dil - बस में नहीं जी दिल

Bas Me Nahi Jee Dil - बस में नहीं जी दिल

LYRICS:
bas me nahi ji dil bas me nahi ek nai nai nai mulakaat me kya karun haay haay re kya karun haay haay re bas me nahi ji dil bas me nahi ek nai nai nai mulakaat me kya karun haay haay re kya karun haay haay re tu jo hanse muskuraaye teer chalaye rup albela tera saha nahi jaaye lat albeli teri hume uljhaaye aankh kajraari teri humko sataaye, humke sataaye bas me nahi ji dil bas me nahi ek nai nai nai mulakaat me kya karun haay haay re kya karun haay haay re dil lute lena fir batiya banana kaisa dastur jara tum hi batana pyaari chhed aur hansna hansana isi ko ji kahta hai pyar zamana, pyar zamana bas me nahi ji dil bas me nahi ek nai nai nai mulakaat me kya karun haay haay re kya karun haay haay re bade mustaane ho ji maan bhi jaao dil ki lagi ko jara jaan bhi jaao nahi hai paraye pahchaan bhi jaao aankh jo milaai hai to dil bhi milaao, dil bhi milaao bas me nahi ji dil bas me nahi ek nai nai nai mulakaat me kya karun haay haay re kya karun haay haay re bas me nahi ji dil bas me nahi ek nai nai nai mulakaat me kya karun haay haay re