SONG: Bas Ki Dushwar Hai Har Kaam Ka Asan Hona - बस के दुश्वार है हर काम का आसान होना

Bas Ki Dushwar Hai Har Kaam Ka Asan Hona - बस के दुश्वार है हर काम का आसान होना

LYRICS:
bas ke duswar hai har kaam ka aasan hona aadmi ko bhi maysar nahi insaan hona ghar humara jo na rote bhi to wiran hota pehar agar pehar na hota to bhi aabad hota hasarate katl raahe dariya mein fana ho jana dard ka had se gujrna dawa ho jana dard unse kaise dawa na huaa main na achha huaa bura na huaa itne mariyam huaa kare koi mere dukh ki dawa kare koi mere dukh ki dawa kare koi bak raha hu junun mein kya kya kuch bak raha hu junun mein kya kya kuch kuch na samjhe khuda kare koi kuch na samjhe khuda kare koi kuch na samjhe khuda kare koi