SONG: Bas Chupke Hi Chupke Se Pyar Ho Gaya - बस चुपके ही चुपके से प्यार हो गया

Bas Chupke Hi Chupke Se Pyar Ho Gaya - बस चुपके ही चुपके से प्यार हो गया

LYRICS:
bas chupke hi chupke se pyar ho gaya piya tera mera ho piya tera mera bas aankho hi aankho me ikrar ho gaya piya tera mera ho piya tera mera bas chupke hi chupke se pyar ho gaya piya tera mera ho piya tera mera gupchup najaro se kaise ishare hue kaise ishare hue gupchup najaro se kaise ishare hue tum bhi hamare hue ham bhi tumhare hue ham bhi tumhare hue jiya bato hi bato hi bato me bekarar ho gaya ho piya tera mera bas chupke hi chupke se pyar ho gaya piya tera mera ho piya tera mera jane kaisi chal chali tere mere dil ne tere mere dil ne jane kaisi chal chali tere mere dil ne hamko na pata chala dil lage milne dil lage milne ek duje pe dil nishar ho gaya ho piya tera mera bas chupke hi chupke se pyar ho gaya piya tera mera ho piya tera mera bas aankho hi aankho me ikrar ho gaya piya tera mera ho piya tera mera