SONG: Barso Pahle Kahna Tha - बरसों पहले कहना था

Barso Pahle Kahna Tha - बरसों पहले कहना था

LYRICS:
barso pahle kahna tha barso ke baad kaha barso pahle kahna tha barso ke baad kaha itne baras tak jane dil ko kaise yaad raha ki main tumse mohabbat karta hu main tumse mohabbat karta hu barso pahle kahna tha barso ke baad kaha itne baras tak jane dil ko kaise yaad raha ki main tumse mohabbat karti hu main tumse mohabbat karta hu na na tumse mohabbat karti hu main tumse mohabbat karta hu kaise guzre ye saal kaho kaise guzre ye saal kaho kuch apne dil ka haal kaho mitti dalo sab baato par mitti dalo sab baato par ab koi pyar ki baat karo ho teri kasam hardam karta main ye fariyad raha itne baras tak jane dil ko kaise yaad raha ki main tumse mohabbat karta hu na na tumse mohabbat karti hu main tumse mohabbat karta hu na na tumse mohabbat karti hu jitne din tumse dur raha jitne din tumse dur raha bas utne din main jiya nahi dil maine kisi ko diya nahi dil maine kisi ko diya nahi phir pyar kisi se kiya nahi main bechain raha betaab raha barbaad raha itne baras tak jane dil ko kaise yaad raha ki main tumse mohabbat karta hu na na tumse mohabbat karti hu main tumse mohabbat karta hu na na tumse mohabbat karti hu insan nahi do parwat the insan nahi do parwat the jo apni jagah se hile nahi kyonki hum dono mile nahi kyonki hum dono mile nahi khilne the ye phool jo khile nahi ho teri yaado se lekin ye dil abad raha itne baras tak jane dil ko kaise yaad raha ki main tumse mohabbat karta hu na na tumse mohabbat karti hu main tumse mohabbat karta hu na na tumse mohabbat karti hu barso pahle kahna tha barso ke baad kaha itne baras tak jane dil ko kaise yaad raha ki main tumse mohabbat karta hu na na tumse mohabbat karti hu main tumse mohabbat karta hu na na tumse mohabbat karti hu main tumse mohabbat karta hu