SONG: Barood Hu Mai - बारूद हूँ मैं

Barood Hu Mai - बारूद हूँ मैं

LYRICS:
barood hoon main mere paas na aa jal jaayega nazarein na mila barood hoon main mere paas na aa jal jaayega nazarein na mila bacha le tu khud ko bacha le bacha le tu khud ko bacha le phoonk diye jaane kitne diwaano ke ghar maine gaya kaam se dekha jisko nazar utha kar maine phoonk diye jaane kitne diwaano ke ghar maine gaya kaam se dekha jisko nazar utha kar maine santri mantri jal gye hain sbhi jalke is aag mein gal gye hain sbhi kar apni fikar are khud ko bacha re oh barood hoon main mere paas na aa bacha le tu khud ko bacha le re bacha le tu khud ko bacha le america africa maane maan gya izlraiel m mujhse jyada khatarnaak nhi unke paas misaael aih america africa maane maan gya izlraiel mujhse jyada khatarnaak nhi unke paas misaael main jahan bhi gyi mach gayi khalbali wo mauhalla jala jal gayi har gali machhis ki mujhe re tilli na dikha jal jayega re mere pass na aa bacha le tu khud ko bacha le bacha le tu khud ko bacha le barood hoon main mere paas na aa jal jaayega nazarein na mila