SONG: Barbadiyo Ne Hosh Se Begana - बर्बादियों ने होश से बेगाना

Barbadiyo Ne Hosh Se Begana - बर्बादियों ने होश से बेगाना

LYRICS:
barbadiyo ne hosh se barbadiyo ne hosh se begana kar diya ab aasuo ko dard ka afsana kar diya afsana kar diya hay afsana kar diya ab aasuo ko dard ka afsana kar diya afsana kar diya hay afsana kar diya aate nahi to yaad bhi tum apni rok lo aate nahi to yaad bhi tum apni rok lo dil ko tumahri yaad ne diwana kar diya diwana kar diya hay diwana kar diya jis ghar ko tumne pyar se aabad kiya tha jis ghar ko tumne pyar se aabad kiya tha us ghar ko tumne hay kyun virana kar diya virana kar diya hay virana kar diya barbadiyo ne hosh se begana kar diya begana kar diya hay begana kar diya