SONG: Barbad Na Kar De Kahi - बर्बाद ना करदे कहीं बेदर्द जमाना

Barbad Na Kar De Kahi - बर्बाद ना करदे कहीं बेदर्द जमाना

LYRICS:
barbad na karde kahi bedard zamana ha bedard zamana ha bedard zamana allah mohabbat ko tabahi se bachana tabahi se bachana ha allah bachana ha allah bachana armano pe mere kahi phir jaye na pani ho jaye na barbad mohabbat me jawani ban jau na main julm ke teero ka nishana teero ka nishana allah bachana ha allah bachana dar hai ke dhadkate hue dil tut na jaye milne ko taraste hai kahi chhut na jaye mil jaye na duniya ko satane ka bahana satane ka bahana ha allah bachana ha allah bachana deti hu larazte hue hotho se duhai ho jaye na do chahne walo me judai rah jaye adhura na mohabbat ka fasana mohabbat ka fasana ha allah bachana ha allah bachana