SONG: Barbad Muhabbat Ko Ye Kab Tak Saja Doge - बर्बाद मोहब्बत को कब तक ये सजा दोगे

Barbad Muhabbat Ko Ye Kab Tak Saja Doge - बर्बाद मोहब्बत को कब तक ये सजा दोगे

LYRICS:
barbad mohabbat ko kab tak ye saja doge na samne aaoge na apna pata doge barbad mohabbat ko ye rat ye khamoshi ye chand ye tanhai aise me suni maine bajti hui sahnai mano to hakikat hai na mano to afsana jago to jara jalim dekho mai chali aayi kya meri wafao ke badle me wafa doge na samne aaoge na apna pata doge barbad mohabbat ko kab tak ye saja doge na samne aaoge na apna pata doge barbad mohabbat ko kuch darde mohabbat ki tumko bhi khabar hogi chanda ki chakori par kab tak na najar hogi najro se meri chup kar najro se meri chup kar jana bada mushkil hai jaoge to is shab ki mushkil se sahar hogi jaoge to is shab ki mushkil se sahar hogi aakhir mujhe pahlu me kab tak na jagah doge na samne aaoge na apna pata doge barbad mohabbat ko