SONG: Barbad Kar Daala Mujhe Barbad - बर्बाद कर डाला मुझे बर्बाद कर डाला

Barbad Kar Daala Mujhe Barbad - बर्बाद कर डाला मुझे बर्बाद कर डाला

LYRICS:
barbad kar dala mujhe barbad kar dala gulabi ne gulabi ne gulabi ne badnaam kar dala mujhe badnam kar dala sharabi ne sharabi ne sharabi ne na main peeta na gam hota na ye ruswayiya hoti na main peeta na gam hota na ye ruswayiya hoti tere khatir jamane mein na ye badnamiya hoti tere khatir jamane mein na ye badnamiya hoti main khud pachhata rahi hu daal ke nadan se pala main khud pachhata rahi hu daal kar nadan se pala mujhe badnam kar dala mujhe badnam kar dala sharabi ne sharabi ne sharabi ne barbad kar dala mujhe barbad kar dala gulabi ne gulabi ne gulabi ne tera mara hua hamne kabhi bachata nahi dekha magar maine sharifo ko bahakta bhi nahi dekha tujhe pee kar koi deewana jab masti mein aata hai kaha hai kaun hai kiske liye hai bhul jata hai mujhe pee kar hi asali roop mein insan aata hai meri masti mein har aadmi pahchana jata hai meri khubi ko bad pahchan skta hai najar wala meri khubi ko bad pahchan skta hai najar wala mujhe badnam kar dala mujhe badnam kar dala sharabi ne sharabi ne sharabi ne barbad kar dala mujhe barbad kar dala gulabi ne gulabi ne gulabi ne