SONG: Barbad Hue Par Aah Na Ki Kismat Ke Maro Ne - बर्बाद हुए पर आह ना की किस्मत के मारो ने

Barbad Hue Par Aah Na Ki Kismat Ke Maro Ne - बर्बाद हुए पर आह ना की किस्मत के मारो ने

LYRICS:
barbad huye par aah na ki kismat ke maro ne barbad huye par aah na ki kismat ke maro ne ham apna sab kuch kho bathe duniya ke isaro me he duniya ke isaro me barbad huye par aah na ki kismat ke maro ne mere sajan mujhko chod gaye mujh papn se muh mod gaye mere sajan mujhko chod gaye mujh papn se muh mod gaye jis dil me basaya tha unko us dil se nata tod gaye rahne na diya is duniya me hame is duniyadaro ne barbad huye par aah na ki kismat ke maro ne koi sathi nhi gam par nhi ham se to kisi ko pyar nhi koi sathi nhi gam par nhi ham se to kisi ko pyar nhi tanhai me jina mushkil hai marna to koi dushwar nhi na sath kiya barbad kiya gardish ke sitaro ne koi sathi nhi gam par nhi ham se to kisi ko pyar nhi