SONG: Barbaad Mohabbat Ki Chhoti Si Kahani Hai - बर्बाद मोहब्बत की छोटी सी कहानी है

Barbaad Mohabbat Ki Chhoti Si Kahani Hai - बर्बाद मोहब्बत की छोटी सी कहानी है

LYRICS:
barbaad mohabbat ki chhoti si kahani hai barbaad mohabbat ki chhoti si kahani hai ek tuta hua dil hai ek teri nishani hai ek teri nishani hai sawan bhi gaya kab ka mausam bhi gaye kab ke bhigi meri aankho se ashqo ki rawani hai ashqo ki rawani hai barbaad mohabbat ki chhoti si kahani hai taqdeer ki thokar ne wo zakhm lagaya hai wo zakhm lagaya hai na maan umange hai khamosh jawaani hai khamosh jawaani hai barbaad mohabbat ki chhoti si kahani hai mar jaati to achha tha par haay re majburi par haay re majburi hum mar bhi nahi sakte wo maut suhani hai wo maut suhani hai barbaad mohabbat ki chhoti si kahani hai